Hlo dosto aaj mai aapko root ke bare mai batunga kee root kya hota hai
- Sabse phale (Root kya hai ?)
Also read:- whatsapp par video call kaise kare
- Agar aap ek android user hai to aapko pata hoga ek android ek open source software hai jis se aap apne android mobile ko aap khud ke tarike se handle kar sakte hai
Jaise:-
- Aap apne mobile ka RAM v badhabsakte hai, Internal Memory, aur Memory Card Ki Storage Bhi Badha Sakte Hai, aur Aaap Apne Android Phone Ki IMEI Bhi Change Kar Sakte Hai, Lekin Esa Karne Ke Liye Aapko Apne Phone Ko Root Karna jaruri Hoga, Android Phone Ko Root Karne Se Aap Apne Android Phone Ko Apne Mutabik Chala sakte hai.
- Root Ek Su Binary Hai, Jo Android Phone Me Install Hota Hai, Lekin Bina Rooting Ke Aap ko Su Binary Ke Files Ko Access Nhi Kar pata hai, Eske liye Root Karna parta Hai.
Also read-: movie ka size kaise kam karte hai 500Mb=50Mb
- Aapko Bahut Se Ese Apps Mil jayenge, Jo Har Phone Me Work Nhi Karte us app ko root ke Jarurat Hogi, Esliye Root Karne Se Aap En Apps Ko Bhi Chala Payenge
- Root Karne Ke to bautah Fayde Hai Lekin Nuksaan Bhi bautah Hai, Kyuki Manufacturer Eski Ezazat Nhi deta hai Chaliye Jaante Hai
Iske kya fayada hai?
Mobile ko root karne se bautah fayada hai hota hai
root karne se mobile ko power mil jaata haiAndroid System File Ko Access Kar Sakte Hai, Edit Kar Sakte Hai, Remove Kar Sakte Hai.
jaise kee mobile ka ram badha sakte hai,internal memory , game hack wifi hack,imei change r v bautah kuch kar sakte hai
- Root karne ke baad aap koi v app ko uninstall kar sakte hai jo aapke mobile mai uninstall nhi hota hai
Root karne ke baad aap koi v hacking app use kar sakte hai
- Agar Aapka mobile Ka Battery Jldi Low Ho Jati Hai to Esa Esliye Hota Hai kyu kee Jyadatar Android Apps Background Me Battery Use Karte Rahte Hai Lekin Root Karne Ke Baad Aap En Background Apps Ko Stop v Kar Sakte Hai Aur Apne Phone Ki Battery Life Ko badha Sakte Hai
- Aap apne mobile mai customs rom v instal kar Sakte Hai, Aur Apne Phone Ko Kabhi Bhi Update Kar Sakte hai Jaise KITKAT To Lolipop MARSHMALOW Koi v new update paa sakte hai
- Aap Root Ke Fayde Padhkar Root Karne Ke Liye Utsuk Ho Rhe Hain To Rukiye Kyuki kyu kee Ab Nuksaan Ki Bari Hai to Haan Friends Root Ke Ka baad bautah Nuksaan Bhi Hai, Lekin koi baat nhi Kyuki world Msi aisa Kya Cheez Nhi Hai Jiska Fayda ho Aur Nuksaan Na Ho
Aur isse nuksan kya hai
- Root kane se aapka mobile ko nuksan v ho sakta ha jaise aap root karte samaye aapka mobile boot lok ma chala jaygega
- Jab mobile ko on karenge to sirf uska logo aayega jis company ka aapka mobile hoga
- Aisa Esliye hota hai Manufacturer Aapko Android Use Karne Ke liye Ek Limit Me Daal Dete Hai Agar Aap Android ko Root Karte Hai To Wo Aapko Warranty Se Bahar Kar Dete Hai
- Mobile kavi v khrab ho sakta hai
- Aapake mobile ko latest version nhi mil payega
Also read:- instagram pay follower kaise badhaye
Agar Apko Yeh Jaankari Achi Laggi Toh Isko Share Jarur Kare Aur New Latest Updates Apne Email Me Paane Ke Liye apna emai dal ke subscribe Jarur Kare.
0 comments:
Post a Comment