Root Kya Hai Root Karne Ke Fayde Aur Nuksan Hindi Me - alltrickvk




Hlo dosto aaj mai aapko root ke bare mai batunga  kee root kya hota hai
 

  • Sabse phale (Root kya hai ?)


Also read:- whatsapp par video call kaise kare

  • Agar  aap ek android user hai to aapko pata hoga  ek android ek open source software hai  jis se aap apne android mobile ko aap khud ke tarike se handle kar sakte hai

Jaise:-

  • Aap apne mobile ka RAM v badhabsakte hai, Internal Memory,  aur Memory Card Ki Storage Bhi Badha Sakte Hai, aur Aaap Apne Android Phone Ki IMEI Bhi Change Kar Sakte Hai,  Lekin Esa Karne Ke Liye Aapko Apne Phone Ko Root Karna jaruri Hoga,  Android Phone Ko Root Karne Se Aap Apne Android Phone Ko Apne Mutabik Chala sakte hai.
  • Root Ek Su Binary Hai, Jo Android Phone Me Install Hota Hai, Lekin Bina Rooting Ke Aap ko Su Binary Ke Files Ko Access Nhi Kar pata hai, Eske liye Root Karna parta Hai.

Also read-: movie ka size kaise kam karte hai 500Mb=50Mb

  • Aapko Bahut Se Ese Apps Mil jayenge, Jo Har Phone Me Work Nhi Karte us app ko root ke  Jarurat Hogi, Esliye Root Karne Se Aap En Apps Ko Bhi Chala Payenge
  • Root Karne Ke to bautah Fayde Hai Lekin Nuksaan Bhi bautah Hai, Kyuki Manufacturer Eski Ezazat Nhi deta hai Chaliye Jaante Hai

Iske kya fayada hai?
Mobile ko root karne se bautah fayada hai hota hai
root karne se  mobile ko  power mil jaata hai
Android System File Ko Access Kar Sakte Hai, Edit Kar Sakte Hai, Remove Kar Sakte Hai.
 jaise kee mobile ka ram badha sakte hai,internal memory , game hack wifi hack,imei change r v bautah kuch kar sakte hai

  • Root karne ke baad aap koi v app ko uninstall kar sakte hai  jo aapke mobile mai uninstall nhi hota hai

Root karne ke baad aap koi v hacking app use kar sakte hai
  • Agar  Aapka mobile Ka Battery Jldi Low Ho Jati Hai to Esa Esliye Hota Hai  kyu kee Jyadatar Android Apps Background Me Battery Use Karte Rahte Hai  Lekin Root Karne Ke Baad Aap En Background Apps Ko Stop v Kar Sakte Hai  Aur Apne Phone Ki Battery Life Ko badha  Sakte Hai
  • Aap apne mobile mai customs rom v instal kar Sakte Hai, Aur Apne Phone Ko Kabhi Bhi Update Kar Sakte hai Jaise KITKAT To Lolipop MARSHMALOW Koi v new update paa sakte hai
  •  Aap Root Ke Fayde Padhkar Root Karne Ke Liye Utsuk Ho Rhe Hain To Rukiye  Kyuki kyu kee Ab Nuksaan Ki Bari Hai to Haan Friends Root Ke Ka baad bautah  Nuksaan Bhi Hai, Lekin koi baat nhi Kyuki world  Msi aisa Kya Cheez Nhi Hai  Jiska Fayda ho Aur Nuksaan Na Ho

Aur isse nuksan kya hai

  • Root kane se aapka mobile ko nuksan v  ho sakta ha jaise aap root karte samaye aapka mobile boot lok ma chala jaygega
  • Jab mobile ko on karenge to sirf uska logo aayega jis company ka aapka mobile hoga
  • Aisa Esliye hota hai Manufacturer Aapko Android Use Karne Ke liye Ek Limit Me Daal Dete Hai Agar Aap Android ko Root Karte Hai To Wo Aapko Warranty Se Bahar Kar Dete Hai
  • Mobile kavi v khrab ho sakta hai
  • Aapake mobile ko  latest version nhi mil payega 

Also read:- instagram pay follower kaise badhaye

Agar Apko Yeh Jaankari Achi Laggi Toh Isko Share Jarur Kare Aur New Latest Updates Apne Email Me Paane Ke Liye  apna emai dal ke  subscribe Jarur Kare. 
Share:

0 comments:

Post a Comment

Recent post